Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDev Kumar
HomeDev Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se mere saanson mein mehakna mera dil ban ke dhadakna ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se dhimi dhimi aag behakte gaalon ki halki halki chhaon sunahare baalon ki dhimi dhimi aag behakte gaalon ki halki halki chhaon sunahare baalon ki tere liye hai lekin kehna na tu kisi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se sehme sehme pyaar ne li hai angdayi pehli pehli baar mili hai tanhayi sehme sehme pyaar ne li hai angdayi pehli pehli baar mili hai tanhayi ab to gale se laga le tarasa na door hi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se dil ki nazuk baat zuban tak aa pahunchi badhte badhte baat kahan tak aa pahunchi dil ki nazuk baat zuban tak aa pahunchi badhte badhte baat kahan tak aa pahunchi darti nahin hai muhabbat duniyan ki berukhi se ae zindagi ke saathi jaana na zindagi se ae zindagi ke saathi
agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jo maaloom hota ye anjaam e ulfat to dil ko lagaane ki zurrat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jinhen tumne samjha meri bewafaayi meri zindagi ki wo majbooriyaan thi jinhen tumne samjha humari muhabbat ka ik imtehaan tha ye do din ki thodi si jo dooriyaan thi jo dooriyaan thi agar sachchi hoti muhabbat tumhari to ghabraa ke tum yun shikaayat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte jo hum pe hai guzri humin jaante hain sitam kaun sa hai nahin jo uthaaya jo hum pe hai guzri nighahon mein phir bhi rahi teri soorat har ik saans mein tera paigaam aaya paigaam aaya agar jaante tum hi ilzaam doge to bhule se bhi hum to ulfat naa karte agar bewafaa tujhko pehchaan jaate khuda ki kasam hum muhabbat na karte
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ab tak kati ye zindagi ghum ki andheri raat mein likhe huye the ghum hi ghum kismat ne mere haath mein aaj isi haath mein koi aaj isi haath mein koi rang bhari shaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do dil mein tumhare aayega aakhir koi to khushnaseeb nazren karam jo mujh pe ho aaj aaun main zara kareeb mere naseeb mein hi tum mere naseeb mein hi tum honthon ke jaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do aashiq hazaron aur bhi aayenge iss makaam pe likhenge apne naam wo saath hamare naam ke aaj unhin aashiqon ke naam aaj unhin aashiqon ke naam mera salaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera
hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maanen ek safar hai apni zindagi raah mein ghum hai aur khushi bhi jo bhi mile hum yun apnaayen jaise humein ho chaah ussi ki saathi re saathi re hum hain ummeedon ke afsaane hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maane pyaar ke pyaase saare jahaan ko hum to sada apna hi samjhe ye hai apna wo hai paraaya in baaton mein kabhi na uljhe saathi re saathi re hum to hain aise deewaane hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maane
dha gi na dhi nak tin ta gina tinak tin dha gi na dhi nak tin ta thaiya dha gi na dhi nak tin ta gina tinak tin dha gi na dhi nak tin wah bhaiya jab tak ye sansaar nachaye jab tak ye sansaar jab tak ye sansaar nachaye jhoom jhoom kar naache ja dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin ta thaiya dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin wah bhaiya jab tak ye sansaar nachaye jhoom jhoom kar naache ja dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin ta thaiya dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin wah bhaiya are wah mere baanke naach unchi latak se lachkayo re kamariya oh zara aur matak ke jag tujhko hanse to chal sar ko jhatak ke zara aur maze mein chal thumak thumak ke sar par topi laal sajaye sar par topi laal sar par topi laal sajaye moochh taan kar naache ja dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin ta thaiya dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin wah bhaiya
kaanha re kaanha re tune laakhon raas rachaaye phir kaahe tose aur kisi ka pyaar na dekha jaaye kaanha re kaanha sooni zindagaani majboor hai jawaani kaise toofan mein laa kar chhoda re sooni zindagaani majboor hai jawaani kaise toofan mein laa kar chhoda re pyaar mera loota sansaar mera loota toota dil toone kyun phir toda re chhin gayi preet meri dekh li reet teri shyaama re toone jalte deep bhujaaye kaanha re kaanha deni thi judaai to preet kyun banayi tune kaisi yeh ki manmaani re deni thi judaai to preet kyun banayi tune kaisi yeh ki manmaani re raadha kitna royi hai meera khoyi khoyi tune naari ki peed na jaani re jab yahi kaam tera kaun le naam tera tu premi kaisa premiyon ko tadpaaye kaanha re kaanha re tune laakhon raas rachaaye phir kaahe tose aur kisi ka pyaar na dekha jaaye kaanha re kaanha
mere dil pe andhera sa chhane laga aap chehre se chilman hata lijiye mere dil pe andhera sa chhane laga aap chehre se chilman hata lijiye mere aage zamaana ye jhuk jaayega aap apni nigaahein jhuka lijiye mere dil pe andhera sa chhane laga jaan le lo bhale par laga lo gale ab ye doori na humse sahi jaayegi haayeee jaan le lo bhale par laga lo gale ab ye doori na humse sahi jaayegi ab ye doori na humse sahi jaayegi hum pe jannat ke darwaaze khul jaayenge aap pehlu pe apne baitha lijiye mere aage zamaana ye jhuk jaayega aap apni nigaahein jhuka lijiye mere dil pe andhera sa chhane laga aapke dil ka ghum dil mein rakh lenge hum aur daava karenge na ehsaan ka hoooo aapke dil ka ghum dil mein rakh lenge hum aur daava karenge na ehsaan ka aur daava karenge na ehsaan ka aapka pyaar paane ke kaabil hain hum aap chahe agar aazma lijiye mere aage zamaana ye jhuk jaayega aap apni nigaahein jhuka lijiye mere dil pe andhera sa chhane laga ek rang e haya ek rang e waffa rang do
pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote lage rahe aur bhare rahenge pyaar bhare ye mele hoooo oooo ooooo pyaar bhare ye mele khushiyon ka jhula jhulenge bhai behan albele hoooo oooo ooooo bhai behan albele sunn le daata inka naata janam janam naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote jag mag jag mag aaye deewali lachhmi dhan barsaaye hoooo oooo ooooo lachhmi dhan barsaaye rang birenge dhaage le kar raakhi ka din aaye hoooo oooo ooooo raakhi ka din aaye inn dhaago ka rang ho gehra chhute se naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Zindagi Ke Saathi Fareb (1968) 05:01 16094
 
Poster of Fareb (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Bela Bose, Dev Kumar
Duration : 05:01   Song Number : 16094   

Agar Bewafaa Tujhko Pehchaan Jaate Raat Ke Andhere Mein (1969) 03:37 16301
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 16301   

Apne Naam Ke Kareeb Mera Bhi Naam Raat Ke Andhere Mein (1969) 04:05 35860
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 35860   

Hum Manmauji Raahi Mastaane Dagabaaz (1970) 03:39 38652
 
Poster of Dagabaaz (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
Dilip Ray
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 38652   

Jab Tak Ye Sansaar Mere Lal (1966) 04:59 40365
 
Poster of Mere Lal (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 40365   

Kaanha Re Kaanha Re Truck Driver (1970) 03:35 31122
 
Poster of Truck Driver (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Kumar, Surekha, Helen, Rohit
Raag- 
Sohini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 31122   

Mere Dil Pe Andhera Sa Chhane Laga Ek Phool Ek Bhool (1968) 04:51 36973
 
Poster of Ek Phool Ek Bhool (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar, Jayanti
Duration : 04:51   Song Number : 36973   

Pyaar Ka Bandhan Khel Khilari Ka (1977) 04:44 18290
 
Poster of Khel Khilari Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Kumar, Shabana Azmi
Duration : 04:44   Song Number : 18290   
Karaoke Songs of dev kumar, Sad Songs of dev kumar, Love Songs of dev kumar, Dance Songs of dev kumar, Hip-hop songs of dev kumar, Best songs of dev kumar, Super hit songs of dev kumar, hit songs of dev kumar, duet songs of dev kumar, solo songs of dev kumar, old songs of dev kumar, famous songs of dev kumar, Hindi Karaoke Songs of dev kumar, Hindi Sad Songs of dev kumar, Hindi Love Songs of dev kumar, Hindi Dance Songs of dev kumar, Hindi Hip-hop songs of dev kumar, best Hindi songs of dev kumar, super hit Hindi songs of dev kumar, hit Hindi songs of dev kumar, duet Hindi songs of dev kumar, solo Hindi songs of dev kumar, old Hindi songs of dev kumar, famous Hindi songs of dev kumar, Sing Along Songs of dev kumar, Sing Along Sad Songs of dev kumar, Sing Along Love Songs of dev kumar, Sing Along Dance Songs of dev kumar, Sing Along Hip-hop songs of dev kumar, Sing Along Best songs of dev kumar, Sing Along Super hit songs of dev kumar, Sing Along hit songs of dev kumar, Sing Along duet songs of dev kumar, Sing Along solo songs of dev kumar, Sing Along old songs of dev kumar, Sing Along famous songs of dev kumar